Kismat hi hai Gandu toh kya karega pandu? Most of us can relate with this line. We work hard passionately and with full dedication, and many times we get almost nothing in return. Life keeps on getting more and more weird. Then we think, that may be its just our fate.

Credits

Singer : BCS
Music : BCS Ragasur
Lyrics: BCS
Music Produced & Arranged by : Ragasur
Mixed & Mastered: Ragasur
Camera: Nami Li


Lyrics


Chhoti si ye zindagi hai
usmein bhi toh gam kai hain
khwab dil mein kam nahi par
jeene ka ab dam nahi hai

koshishon ki kyari mein
fas chuki gardann kahin hai
kya galat aur kya sahi hai
dono mein ab fark nahi hai

jee raha hu ya mar raha hu

Kismat hai gandu
Kismat hai gandu
Kismat hai gandu
Kismat hai gandu

nikli ja rahi umar
baithi ja rahi kamar
tel lene gaya ye hunar
kaisa ye safar
kaisa ye dagar

tanha main jo yun hua
sapno mein hi kho gaya
kismat bhi ye behaya
wo gum hui main so gaya

Baithi awaz aur khali kitab
jaise sur aur na saaz zindagi ka mizaaj

kal tha na aaj, ye parwaaz aur ye taaj
bus hai haar ka riwaaz aur laude ka naaz

dar raha hu main jal raha hu
Kismat hai gandu
Kismat hai gandu
Kismat hai gandu
Kismat hai gandu

Share in
Tagged in